jis ko paDh kar ke ilm-e-nafe ho
jis ko paḌh kar ke ilm-e-nāfe ho
ghar meñ aisī kitāb rakhte haiñ
vāsta sūfiyat se hai ham ko
kuchh to pā-ba-rikāb rakhte haiñ
chāñd aa jaa.e merī muTThī meñ
ab bhī bachpan kā ḳhvāb rakhte haiñ
kitnā khoyā hai kitnā paayā hai
zindagī kī kitāb rakhte haiñ
jis ko paDh kar ke ilm-e-nafe ho
ghar mein aisi kitab rakhte hain
wasta sufiyat se hai hum ko
kuchh to pa-ba-rikab rakhte hain
chand aa jae meri muTThi mein
ab bhi bachpan ka KHwab rakhte hain
kitna khoya hai kitna paya hai
zindagi ki kitab rakhte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.