Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jism jab baadal ka sada ho gaya

Aulad-e-Rasool Qudsi

jism jab baadal ka sada ho gaya

Aulad-e-Rasool Qudsi

MORE BYAulad-e-Rasool Qudsi

    jism jab bādal saada ho gayā

    zehn sūraj kushāda ho gayā

    chashm-e-manzar se jo niklā hai lahū

    zard pīpal labāda ho gayā

    har taraf chhāne lagīñ mad.hoshiyāñ

    ashk-e-bulbul jab ki baada ho gayā

    saare meve gir ga.e us peḌ se

    bojh kis shai ziyāda ho gayā

    qatra-e-nāchīz 'qudsī' shaad hai

    siip siina kushāda ho gayā

    jism jab baadal ka sada ho gaya

    zehn suraj ka kushada ho gaya

    chashm-e-manzar se jo nikla hai lahu

    zard pipal ka labaada ho gaya

    har taraf chhane lagin madhoshiyan

    ashk-e-bulbul jab ki baada ho gaya

    sare mewe gir gae us peD se

    bojh kis shai ka ziyaada ho gaya

    qatra-e-nachiz 'qudsi' shad hai

    sip ka sina kushada ho gaya

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now