jo dilon ki zaban hoti hai
jo diloñ kī zabān hotī hai
vo ġhazal ‘itr-dān hotī hai
jo ġhazal mehmān hotī hai
vo tasavvuf bayān hotī hai
yā aḳhī aarzū mire dil kī
har qadam bādbān hotī hai
jaise kānoñ meñ ghul rahā hai ras
aisī dilkash azaan hotī hai
jo dilon ki zaban hoti hai
wo ghazal ‘itr-dan hoti hai
jo ghazal mehman hoti hai
wo tasawwuf bayan hoti hai
ya aKHi aarzu mere dil ki
har qadam baadban hoti hai
jaise kanon mein ghul raha hai ras
aisi dilkash azan hoti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.