Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo ghaDi humne tere sath basar karni hai

Meesam Tauseef Zaidi

jo ghaDi humne tere sath basar karni hai

Meesam Tauseef Zaidi

MORE BYMeesam Tauseef Zaidi

    jo ghaḌī ham ne tire saath basar karnī hai

    is meñ barsoñ mulāqāt basar karnī hai

    terī āġhosh meñ sunñe haiñ tire saare dard

    terī zulfoñ-tale barsāt basar karnī hai

    tere kaase meñ mohabbat ko utārā gayā hai

    tujh ko 'mīsam' yahī ḳhairāt basar karnī hai

    jo ghaDi hum ne tere sath basar karni hai

    is mein barson ki mulaqat basar karni hai

    teri aaghosh mein sunne hain tere sare dard

    teri zulfon-tale barsat basar karni hai

    tere kase mein mohabbat ko utara gaya hai

    tujh ko 'misam' yahi KHairaat basar karni hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now