jo marne par tula hoga
jo marne par tulā hogā
use jiinā paḌā hogā
jo āhista chalā hogā
vo pīchhe rah gayā hogā
nazar aa.ī jise manzil
vahī aage baḌhā hogā
vo daulat kā pujārī thā
usī ko pūjtā hogā
tujhe jo jāntā 'ahmad'
mujhe bhī jāntā hogā
jo marne par tula hoga
use jina paDa hoga
jo aahista chala hoga
wo pichhe rah gaya hoga
nazar aai jise manzil
wahi aage baDha hoga
wo daulat ka pujari tha
usi ko pujta hoga
tujhe jo jaanta 'ahmad'
mujhe bhi jaanta hoga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.