Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo saya sa munawwar tha mere sajan ka thoDa tha

Raakesh ulfat

jo saya sa munawwar tha mere sajan ka thoDa tha

Raakesh ulfat

MORE BYRaakesh ulfat

    jo saaya munavvar thā mire sājan thoḌā thā

    muqaddar yuuñ abhī raushan mire āñgan thoḌā thā

    vo merā kuchh nahīñ thā phir bhī mujh ko yaad aatā hai

    hamāre biich naatā kisī bandhan thoḌā thā

    añdhere meñ to shamshīreñ dekhī sakīñ lekin

    ujāle meñ jo dekhā thā lahū dushman thoḌā thā

    tumhārī lakḌiyāñ puurī tarah sūkhī nahīñ hoñgī

    ab un ke jal na paane meñ qusūr īñdhan thoḌā thā

    javānī thā kuchh hissa buḌhāpe batā.ūñ kyā

    merī be-tābiyoñ silsila bachpan thoḌā thā

    jo saya sa munawwar tha mere sajan ka thoDa tha

    muqaddar yun abhi raushan mere aangan ka thoDa tha

    wo mera kuchh nahin tha phir bhi mujh ko yaad aata hai

    hamare bich ka nata kisi bandhan ka thoDa tha

    andhere mein to shamshiren hi dekhi ja sakin lekin

    ujale mein jo dekha tha lahu dushman ka thoDa tha

    tumhaari lakDiyan puri tarah sukhi nahin hongi

    ab un ke jal na pane mein qusur indhan ka thoDa tha

    jawani ka tha kuchh hissa buDhape ki bataun kya

    meri be-tabiyon ka silsila bachpan ka thoDa tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now