Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo zindagi mein kisi ke bhi kaam aa na sake

Sabir Naseerabadi

jo zindagi mein kisi ke bhi kaam aa na sake

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    jo zindagī meñ kisī ke bhī kaam aa na sake

    vo zindagī meñ kabhī zindagī ko na sake

    ye kis maqām pe qismat ne ke chhoḌ diyā

    jahāñ ḳhushī meñ bhī ham log muskurā na sake

    vo kyā miTā.egā zulmat-kadoñ tārīkī

    jo ik charāġh bhī ghar ke liye jalā na sake

    vo kyā uThā.egā auroñ bojh rāhoñ meñ

    jo apne aap bār-e-garāñ uThā na sake

    junūn-e-shauq ne pohñchā diyā kuchh aisī jagah

    havās-o-hosh jahāñ mere saath aa na sake

    talāsh-e-manzil-e-hastī meñ kho ga.e 'sābir'

    milegī kyā unheñ manzil jo ḳhud ko na sake

    jo zindagi mein kisi ke bhi kaam aa na sake

    wo zindagi mein kabhi zindagi ko pa na sake

    ye kis maqam pe qismat ne la ke chhoD diya

    jahan KHushi mein bhi hum log muskura na sake

    wo kya miTaega zulmat-kadon ki tariki

    jo ek charagh bhi ghar ke liye jala na sake

    wo kya uThaega auron ka bojh rahon mein

    jo apne aap ka bar-e-garan uTha na sake

    junun-e-shauq ne pohncha diya kuchh aisi jagah

    hawas-o-hosh jahan mere sath aa na sake

    talash-e-manzil-e-hasti mein kho gae 'sabir'

    milegi kya unhen manzil jo KHud ko pa na sake

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now