Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

junun-e-shauq ki dar-o-rasan ki baat chali

Murtaza Ali Shad

junun-e-shauq ki dar-o-rasan ki baat chali

Murtaza Ali Shad

MORE BYMurtaza Ali Shad

    junūn-e-shauq dār-o-rasan baat chalī

    hamāre ba.ad hamāre chalan baat chalī

    ġham-e-hayāt ne sab kuchh bhulā diyā thā magar

    taḌap uThe jo tirī anjuman baat chalī

    bayān-e-mausam-e-gul dāstān-e-raqs-e-bahār

    ba-tarz-e-nau usī gul-pairahan baat chalī

    fazā-e-sub.h-e-gulistāñ se shām-e-zindāñ tak

    ḳhulūs-e-ham-nafsān-e-vatan baat chalī

    shuā-e-dard se jab sañg-e-be-hisī pighlā

    tilism-e-shīsha-girān-e-kuhan baat chalī

    junun-e-shauq ki dar-o-rasan ki baat chali

    hamare baad hamare chalan ki baat chali

    gham-e-hayat ne sab kuchh bhula diya tha magar

    taDap uThe jo teri anjuman ki baat chali

    bayan-e-mausam-e-gul dastan-e-raqs-e-bahaar

    ba-tarz-e-nau usi gul-pairahan ki baat chali

    faza-e-subh-e-gulistan se sham-e-zindan tak

    KHulus-e-ham-nafsan-e-watan ki baat chali

    shua-e-dard se jab sang-e-be-hisi pighla

    tilism-e-shisha-giran-e-kuhan ki baat chali

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now