junhi baam-o-dar jage
jūñhī bām-o-dar jaage
bastiyoñ meñ ghar jaage
anjum-o-qamar jaage
āsmān par jaage
aap hī ke pahlū meñ
raat raat bhar jaage
aisā zalzala aayā
niiñd se shajar jaage
rat-jage se Darte haiñ
'nāzukī' magar jaage
junhi baam-o-dar jage
bastiyon mein ghar jage
anjum-o-qamar jage
aasman par jage
aap hi ke pahlu mein
raat raat bhar jage
aisa zalzala aaya
nind se shajar jage
rat-jage se Darte hain
'nazuki' magar jage
- Book : Lafz Lafz Noha (Pg. 48)
- Author : MOHD.FAROOQ NAZKI
- Publication : Tabish PublicationsM, Srinagar (1994)
- Edition : 1994
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.