kai binai ki haTai gai
kaa.ī bīnā.ī kī haTā.ī ga.ī
asliyat hū-ba-hū dikhā.ī ga.ī
mujh ko merā lahū pilāyā gayā
mujh ko merī ġhazal sunā.ī ga.ī
jism ko jism se milāyā gayā
aag bhī aag se bujhā.ī ga.ī
kuchh amīroñ kī jī-huzūrī meñ
ek muflis kī chārpā.ī ga.ī
ek lamhe ko taap aaya thā
das baras kī banī-banā.ī ga.ī
kai binai ki haTai gai
asliyat hu-ba-hu dikhai gai
mujh ko mera lahu pilaya gaya
mujh ko meri ghazal sunai gai
jism ko jism se milaya gaya
aag bhi aag se bujhai gai
kuchh amiron ki ji-huzuri mein
ek muflis ki chaarpai gai
ek lamhe ko tap aaya tha
das baras ki bani-banai gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.