kaam yahi hai sham sawere
kaam yahī hai shaam savere
terī galī ke sau sau phere
sāmne vo haiñ zulf bikhere
kitne hasīñ haiñ aaj andhere
ham to haiñ tere pūjne vaale
paañv na paḌvā tere mere
dil ko churāyā ḳhair churāyā
aañkh churā kar jā na luTere
kaam yahi hai sham sawere
teri gali ke sau sau phere
samne wo hain zulf bikhere
kitne hasin hain aaj andhere
hum to hain tere pujne wale
panw na paDwa tere mere
dil ko churaya KHair churaya
aankh chura kar ja na luTere
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.