Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kash wo aae mujhe jaan se guzarte dekhe

Shaukat Fahmi

kash wo aae mujhe jaan se guzarte dekhe

Shaukat Fahmi

kaash vo aa.e mujhe jaañ se guzarte dekhe

us ḳhvāhish thī kabhī mujh ko bikharte dekhe

vo salīqe se huā ham se gurezāñ varna

log to saaf mohabbat se mukarte dekhe

tum ne dekhā hai nikaltā huā sūraj logo

tum ne kuchh ḳhvāb suhāne nahīñ marte dekhe

kash wo aae mujhe jaan se guzarte dekhe

us ki KHwahish thi kabhi mujh ko bikharte dekhe

wo saliqe se hua hum se gurezan warna

log to saf mohabbat se mukarte dekhe

tum ne dekha hai nikalta hua suraj logo

tum ne kuchh KHwab suhane nahin marte dekhe

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now