Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kab rihai ke talabgar the hum bhi tum bhi

Saabir Usmani

kab rihai ke talabgar the hum bhi tum bhi

Saabir Usmani

MORE BYSaabir Usmani

    kab rihā.ī ke talabgār the ham bhī tum bhī

    jab mohabbat meñ giraftār the ham bhī tum bhī

    chārāgar chāragarī apnī bhulā baiThe the

    is qadar 'ishq meñ bīmār the ham bhī tum bhī

    hāl-e-dil chehre se koī na kabhī jaan sakā

    aa'lā darje ke adākār the ham bhī tum bhī

    aaj kyā kyā na jatan karte haiñ jiine ke liye

    kal talak marne ko tayyār the ham bhī tum bhī

    kab rihai ke talabgar the hum bhi tum bhi

    jab mohabbat mein giraftar the hum bhi tum bhi

    chaaragar chaaragari apni bhula baiThe the

    is qadar 'ishq mein bimar the hum bhi tum bhi

    haal-e-dil chehre se koi na kabhi jaan saka

    aa'la darje ke adakar the hum bhi tum bhi

    aaj kya kya na jatan karte hain jine ke liye

    kal talak marne ko tayyar the hum bhi tum bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now