kabhi lagti hai har ek chiz pyari
kabhī lagtī hai har ik chiiz pyārī
kabhī kal kuchh nahīñ achchhā lage hai
tirī āñkho meñ koī gaḌ-baḌī hai
har ik chehra tujhe bhaddā lage hai
tū kin nazroñ se duniyā dekhtā hai
tujhe har dard kyoñ apnā lage hai
koī sar pīTtā hai mere andar
mujhe rah rah ke jhaTkā sā lage hai
batāo tum ko kis ne kyā kahā hai
tumheñ kis baat pe sadma lage hai
kabhi lagti hai har ek chiz pyari
kabhi kal kuchh nahin achchha lage hai
teri aankho mein koi gaD-baDi hai
har ek chehra tujhe bhadda lage hai
tu kin nazron se duniya dekhta hai
tujhe har dard kyon apna lage hai
koi sar piTta hai mere andar
mujhe rah rah ke jhaTka sa lage hai
batao tum ko kis ne kya kaha hai
tumhein kis baat pe sadma lage hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.