kabhi mohabbat kabhi kabhi dun azab KHud ko
kabhī mohabbat kabhī kabhī duuñ azaab ḳhud ko
baḌe salīqe se kartā huuñ maiñ ḳharāb ḳhud ko
mujhe talab mai kī aur botal bhī ḳhālī saaqī
yā to mujhe de sharāb yā kar sharāb ḳhud ko
ajiib sī kaifiyat hai jab se use milā huuñ
maiñ kar ke ḳhud se savāl phir duuñ javāb ḳhud ko
kabhi mohabbat kabhi kabhi dun azab KHud ko
baDe saliqe se karta hun main KHarab KHud ko
mujhe talab mai ki aur botal bhi KHali saqi
ya to mujhe de sharab ya kar sharab KHud ko
ajib si kaifiyat hai jab se use mila hun
main kar ke KHud se sawal phir dun jawab KHud ko
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.