kabhi wo maut se Darta hai zindagi se kabhi
kabhī vo maut se Dartā hai zindagī se kabhī
vo kaam jhuuT se letā hai bandagī se kabhī
kahāñ sahī tirā sangīn ho ke Thukrānā
tū muskurā ke kabhī maar dil-lagī se kabhī
na jaane kyoñ nahīñ raazī hai dil ujāle se
mujhe milā bhī nahīñ kuchh hai tīrgī se kabhī
kabhi wo maut se Darta hai zindagi se kabhi
wo kaam jhuT se leta hai bandagi se kabhi
kahan sahi tera sangin ho ke Thukrana
tu muskura ke kabhi mar dil-lagi se kabhi
na jaane kyon nahin raazi hai dil ujale se
mujhe mila bhi nahin kuchh hai tirgi se kabhi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.