Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahani yun adhuri chal rahi hai

Saim Ji

kahani yun adhuri chal rahi hai

Saim Ji

MORE BYSaim Ji

    kahānī yuuñ adhūrī chal rahī hai

    hamāre beach duurī chal rahī hai

    hameñ pīchhe dhakelā rahā hai

    ye koshish bhī shu.ūrī chal rahī hai

    nahīñ sunñā kisī ne sher koī

    yahāñ par jī-huzūrī chal rahī hai

    zamīñ aur āsmāñ ke darmiyāñ to

    koī nisbat zarūrī chal rahī hai

    mukammal zikr us ho chukā hai

    ġhazal phir bhī adhūrī chal rahī hai

    kahani yun adhuri chal rahi hai

    hamare beach duri chal rahi hai

    hamein pichhe dhakela ja raha hai

    ye koshish bhi shuuri chal rahi hai

    nahin sunna kisi ne sher koi

    yahan par ji-huzuri chal rahi hai

    zamin aur aasman ke darmiyan to

    koi nisbat zaruri chal rahi hai

    mukammal zikr us ka ho chuka hai

    ghazal phir bhi adhuri chal rahi hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now