kahte hain jis ko maut hai waqfa hayat ka
kahte haiñ jis ko maut hai vaqfa hayāt kā
dariyā-e-zīst ek hai sāhil jagah jagah
dair-o-haram se duur hai shāyad tirā maqām
yaañ varna har qadam pe hai manzil jagah jagah
ḳhush-rañg-o-ḳhush-nigāh ḳhush-andām ḳhūb-rū
phaile hue haiñ shahr meñ qātil jagah jagah
kahte hain jis ko maut hai waqfa hayat ka
dariya-e-zist ek hai sahil jagah jagah
dair-o-haram se dur hai shayad tera maqam
yan warna har qadam pe hai manzil jagah jagah
KHush-rang-o-KHush-nigah KHush-andam KHub-ru
phaile hue hain shahr mein qatil jagah jagah
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.