Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaise kah dun ki ji udas nahin

Maqsood Alam Khan Alam Barelvi

kaise kah dun ki ji udas nahin

Maqsood Alam Khan Alam Barelvi

MORE BYMaqsood Alam Khan Alam Barelvi

    kaise kah duuñ ki udaas nahīñ

    un se milne koī aas nahīñ

    dil kahīñ hai kahīñ hai laḳht-e-jigar

    aaj koī bhī mere paas nahīñ

    le gayā kaun merā sabr-o-qarār

    ab Thikāne mire havās nahīñ

    Duubā rahtā huuñ chaah meñ terī

    phir bhī bujhtī nazar pyaas nahīñ

    kuchh muqaddar hai kamī 'ālam'

    pyaar aatā mujhe jo raas nahīñ

    kaise kah dun ki ji udas nahin

    un se milne ki koi aas nahin

    dil kahin hai kahin hai laKHt-e-jigar

    aaj koi bhi mere pas nahin

    le gaya kaun mera sabr-o-qarar

    ab Thikane mere hawas nahin

    Duba rahta hun chah mein teri

    phir bhi bujhti nazar ki pyas nahin

    kuchh muqaddar ki hai kami 'alam'

    pyar aata mujhe jo ras nahin

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now