kal jo pichhe chhuT gaya
kal jo pīchhe chhūT gayā
sapne mere luuT gayā
aañkh se koī aañsū Tapkā
yā koī chhālā phuuT gayā
hoñT tak apne aate aate
haath se piyāla chhūT gayā
jis se dil kī aas lagī thī
vo taarā bhī TuuT gayā
chāragarī bhī kaam na aa.ī
zaḳhm pe nashtar TuuT gayā
kal jo pichhe chhuT gaya
sapne mere luT gaya
aankh se koi aansu Tapka
ya koi chhaala phuT gaya
honT tak apne aate aate
hath se piyala chhuT gaya
jis se dil ki aas lagi thi
wo tara bhi TuT gaya
chaaragari bhi kaam na aai
zaKHm pe nashtar TuT gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.