Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kanar-e-agahi saya hai ya pari koi hai

Usman Habib

kanar-e-agahi saya hai ya pari koi hai

Usman Habib

MORE BYUsman Habib

    kanār-e-āgahī saaya hai parī koī hai

    par us ko dekhne vaalā yahāñ koī koī hai

    ba-'ain-e-rang-e-masarrat sar-e-'ilāqa-e-jāñ

    kabhī kabhī nahīñ koī kabhī kabhī koī hai

    maiñ sar uThāyā to chukī thī taak se sab

    karūñ bhī kyā maiñ agar ab rahī-sahī koī hai

    maiñ pāniyoñ pe likhā shabd thā magar 'usmān'

    gumāñ thā mujh meñ bhī ḳhū-e-payambarī koī hai

    kanar-e-agahi saya hai ya pari koi hai

    par us ko dekhne wala yahan koi koi hai

    ba-'ain-e-rang-e-masarrat sar-e-'ilaqa-e-jaan

    kabhi kabhi nahin koi kabhi kabhi koi hai

    main sar uThaya to pi ja chuki thi tak se sab

    karun bhi kya main agar ab rahi-sahi koi hai

    main paniyon pe likha shabd tha magar 'usman'

    guman tha mujh mein bhi KHu-e-payambari koi hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now