kar ke sari hadon ko par chala
kar ke saarī hadoñ ko paar chalā
aaj phir se maiñ kū-e-yār chalā
us ne va.ada kiyā thā milne kā
kar ke us par maiñ e'tibār chalā
jaane kyā baat us meñ aisī thī
us kī jānib jo baar baar chalā
miT ga.e ġham mil ga.iiñ ḳhushiyāñ
rab ko dil se jo maiñ pukār chalā
kyuuñ ho be-kaif zindagī is kī
le ke 'tauqīr' maañ kā pyaar chalā
kar ke sari hadon ko par chala
aaj phir se main ku-e-yar chala
us ne wada kiya tha milne ka
kar ke us par main e'tibar chala
jaane kya baat us mein aisi thi
us ki jaanib jo bar bar chala
miT gae gham mil gain KHushiyan
rab ko dil se jo main pukar chala
kyun ho be-kaif zindagi is ki
le ke 'tauqir' man ka pyar chala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.