Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kar ke shikayat-e-gham-e-haalat mat ganwa

Shareef Munawwar

kar ke shikayat-e-gham-e-haalat mat ganwa

Shareef Munawwar

MORE BYShareef Munawwar

    Interesting Fact

    1966

    kar ke shikāyat-e-ġham-e-hālāt mat gañvā

    barsoñ ke baa'd ye mulāqāt mat gañvā

    irfān-e-kā.enāt bhī iz.hār-e-zāt hai

    ai be-shu.ūr apne mafādāt mat gañvā

    mauqa milā tujhe to lagā bhī qahqahe

    haath aa.e haiñ jo sukh ke ye lamhāt mat gañvā

    daftar ke baa'd bhī vahī daftar tazkira

    din to gañvā diyā hai magar raat mat gañvā

    mausam ḳhaak lutf hai kamre meñ baiTh kar

    ghar se nikal ke dekh ye barsāt mat gañvā

    kar ke shikayat-e-gham-e-haalat mat ganwa

    barson ke ba'd ki ye mulaqat mat ganwa

    irfan-e-kaenat bhi izhaar-e-zat hai

    ai be-shuur apne mafadat mat ganwa

    mauqa mila tujhe to laga tu bhi qahqahe

    hath aae hain jo sukh ke ye lamhat mat ganwa

    daftar ke ba'd bhi wahi daftar ka tazkira

    din to ganwa diya hai magar raat mat ganwa

    mausam ka KHak lutf hai kamre mein baiTh kar

    ghar se nikal ke dekh ye barsat mat ganwa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now