Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kashmakash wo hai ki mar jaane ko ji chahta hai

Mushtaq Ahmad Mushtaq

kashmakash wo hai ki mar jaane ko ji chahta hai

Mushtaq Ahmad Mushtaq

MORE BYMushtaq Ahmad Mushtaq

    kashmakash vo hai ki mar jaane ko chāhtā hai

    hai jidhar maut udhar jaane ko chāhtā hai

    umr to had se guzarne meñ guzārī maiñ ne

    aur ab ḳhud se guzar jaane ko chāhtā hai

    log ġhavvās bane phirte haiñ dariyā dariyā

    merā qatre meñ utar jaane ko chāhtā hai

    mujh ko mad.hosh rahne do ḳhudā ḳhātir

    hosh meñ merā biphar jaane ko chāhtā hai

    koī manzar na ta.alluq hai mohabbat vaalā

    dosto ab mirā ghar jaane ko chāhtā hai

    kashmakash wo hai ki mar jaane ko ji chahta hai

    hai jidhar maut udhar jaane ko ji chahta hai

    umr to had se guzarne mein guzari main ne

    aur ab KHud se guzar jaane ko ji chahta hai

    log ghawwas bane phirte hain dariya dariya

    mera qatre mein utar jaane ko ji chahta hai

    mujh ko madhosh hi rahne do KHuda ki KHatir

    hosh mein mera biphar jaane ko ji chahta hai

    koi manzar na talluq hai mohabbat wala

    dosto ab mera ghar jaane ko ji chahta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now