Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHayal-o-fikr ki tajsim kar chuki thi wahan

Safiya Chaudhry

KHayal-o-fikr ki tajsim kar chuki thi wahan

Safiya Chaudhry

MORE BYSafiya Chaudhry

    ḳhayāl-o-fikr tajsīm kar chukī thī vahāñ

    maiñ us saltanat taslīm kar chukī thī vahāñ

    havā.eñ phuul shajar aur chhāñv us thī

    isī liye to maiñ tāzīm kar chukī thī vahāñ

    vo shahr-e-zāt har ik galī se vāqif thā

    magar maiñ rāste taqsīm kar chukī thī vahāñ

    qafas khulā thā magar fāḳhta kahāñ jaatī

    vo apnī haar ko taslīm kar chukī thī vahāñ

    KHayal-o-fikr ki tajsim kar chuki thi wahan

    main us ki saltanat taslim kar chuki thi wahan

    hawaen phul shajar aur chhanw us ki thi

    isi liye to main tazim kar chuki thi wahan

    wo shahr-e-zat ki har ek gali se waqif tha

    magar main raste taqsim kar chuki thi wahan

    qafas khula tha magar faKHta kahan jati

    wo apni haar ko taslim kar chuki thi wahan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now