Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHuda hi jaane ye kar-e-sawab kaise hua

Shan Bharti

KHuda hi jaane ye kar-e-sawab kaise hua

Shan Bharti

MORE BYShan Bharti

    ḳhudā jaane ye kār-e-savāb kaise huā

    vo apnī zaat meñ sho.ala thā aab kaise huā

    tumhāre ghar se mansūb thā pata jis

    tumhīñ batāo vo ḳhāna-ḳharāb kaise huā

    har ek kaam thā us savāb meñ dāḳhil

    phir aise bande pe nāzil azaab kaise huā

    javāb is añdheroñ se pūchhnā hogā

    jo kal thā zard vo aaj āftāb kaise huā

    numū daḳhl thā us meñ ki ḳhud-numā.ī

    vo mil ke ḳhaak meñ āḳhir gulāb kaise huā

    janāb-e-'shān' ye zarra-navāzī kis hai

    jo be-zabāñ thā vo ahl-e-kitāb kaise huā

    KHuda hi jaane ye kar-e-sawab kaise hua

    wo apni zat mein shoala tha aab kaise hua

    tumhaare ghar se hi mansub tha pata jis ka

    tumhin batao wo KHana-KHarab kaise hua

    har ek kaam tha us ka sawab mein daKHil

    phir aise bande pe nazil azab kaise hua

    jawab is ka andheron se puchhna hoga

    jo kal tha zard wo aaj aaftab kaise hua

    numu ka daKHl tha us mein ki KHud-numai ka

    wo mil ke KHak mein aaKHir gulab kaise hua

    janab-e-'shan' ye zarra-nawazi kis ki hai

    jo be-zaban tha wo ahl-e-kitab kaise hua

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now