khul gae hain honT jis ke pairahan ko dekh kar
khul ga.e haiñ hoñT jis ke pairahan ko dekh kar
haal kyā hogā mirā us gul-badan ko dekh kar
kah rahā thā koī is ūñche gagan ko dekh kar
dil machaltā hai bahut pāgal pavan ko dekh kar
kah ga.e the jo kabhī ye hogā na tujh se kabhī
karte haiñ hairat vahī mere suḳhan ko dekh kar
khul gae hain honT jis ke pairahan ko dekh kar
haal kya hoga mera us gul-badan ko dekh kar
kah raha tha koi is unche gagan ko dekh kar
dil machalta hai bahut pagal pawan ko dekh kar
kah gae the jo kabhi ye hoga na tujh se kabhi
karte hain hairat wahi mere suKHan ko dekh kar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.