Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHumar shab ka sahar-dam raha hai aankhon mein

Aliuddeen Naved

KHumar shab ka sahar-dam raha hai aankhon mein

Aliuddeen Naved

MORE BYAliuddeen Naved

    ḳhumār shab sahar-dam rahā hai āñkhoñ meñ

    tumhārī zulf har ḳham rahā hai āñkhoñ meñ

    vo din bhī aa.egā āñkhoñ se zaḳhm Tapkeñge

    abhī to sirf lahū jam rahā hai āñkhoñ meñ

    koī bhī rut ho mahaktā hai sirf sāvan

    ye kis dīda-e-pur-nam rahā hai āñkhoñ meñ

    sulagte shahr ujaḌte makāñ jhulaste badan

    kasāfatoñ dhuāñ jam rahā hai āñkhoñ meñ

    'naved' ḳhvāb ugaao na in jazīroñ meñ

    ki dhuup chhāñv aalam rahā hai āñkhoñ meñ

    KHumar shab ka sahar-dam raha hai aankhon mein

    tumhaari zulf ka har KHam raha hai aankhon mein

    wo din bhi aaega aankhon se zaKHm Tapkenge

    abhi to sirf lahu jam raha hai aankhon mein

    koi bhi rut ho mahakta hai sirf sawan hi

    ye kis ka dida-e-pur-nam raha hai aankhon mein

    sulagte shahr ujaDte makan jhulaste badan

    kasafaton ka dhuan jam raha hai aankhon mein

    'nawed' KHwab ugao na in jaziron mein

    ki dhup chhanw ka aalam raha hai aankhon mein

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now