Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHush-jamalon ki yaad aati hai

Sikandar Ali Wajd

KHush-jamalon ki yaad aati hai

Sikandar Ali Wajd

MORE BYSikandar Ali Wajd

    ḳhush-jamāloñ yaad aatī hai

    be-misāloñ yaad aatī hai

    bā.is-e-rashk mehr-o-māh the jo

    un hilāloñ yaad aatī hai

    jin āñkhoñ meñ thā surūr-e-ġhazal

    un ġhazāloñ yaad aatī hai

    sādgī lā-javāb hai jin

    un savāloñ yaad aatī hai

    KHush-jamalon ki yaad aati hai

    be-misalon ki yaad aati hai

    bais-e-rashk mehr-o-mah the jo

    un hilalon ki yaad aati hai

    jin ki aankhon mein tha surur-e-ghazal

    un ghazalon ki yaad aati hai

    sadgi la-jawab hai jin ki

    un sawalon ki yaad aati hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    KHush-jamalon ki yaad aati hai Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now