KHushbu laga faza ko sajaane ki baat kar
ḳhushbū lagā fazā ko sajāne kī baat kar
us ḳhanda-lab ke sāmne aane kī baat kar
phir us kā zikr lab pe sajāne kī baat kar
phir giit us ke jhuum ke gaane kī baat kar
'ādil' tujhe nasīb huī be-ḳhudī to ab
is be-ḳhudī se baaz na aane kī baat kar
KHushbu laga faza ko sajaane ki baat kar
us KHanda-lab ke samne aane ki baat kar
phir us ka zikr lab pe sajaane ki baat kar
phir git us ke jhum ke gane ki baat kar
'adil' tujhe nasib hui be-KHudi to ab
is be-KHudi se baz na aane ki baat kar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.