Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushbu udas raat ki dil mein utar gai

Khatir Hafizi

KHushbu udas raat ki dil mein utar gai

Khatir Hafizi

MORE BYKhatir Hafizi

    ḳhushbū udaas raat dil meñ utar ga.ī

    bahkī havā to phuul har jaam bhar ga.ī

    saḌkoñ pe izhdihām ke sāñche chamak uThe

    bijlī raushnī bhī baḌā kaam kar ga.ī

    jhāñkā kare hai aañkh ke rauzan se baar baar

    ik sūrat-e-ḳhayāl jo dil meñ utar ga.ī

    ham sochte haiñ aaj bhī umreñ guzār kar

    bachpan kheltī huī duniyā kidhar ga.ī

    KHushbu udas raat ki dil mein utar gai

    bahki hawa to phul ka har jam bhar gai

    saDkon pe izhdiham ke sanche chamak uThe

    bijli ki raushni bhi baDa kaam kar gai

    jhanka kare hai aankh ke rauzan se bar bar

    ek surat-e-KHayal jo dil mein utar gai

    hum sochte hain aaj bhi umren guzar kar

    bachpan ki khelti hui duniya kidhar gai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now