Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHun-baha ka KHatt-e-la-dawi diya

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

KHun-baha ka KHatt-e-la-dawi diya

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

MORE BYPandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

    ḳhūñ-bahā ḳhatt-e-lā-da.avī diyā

    liyā thā use nāhaq diyā

    sozan-e-mizhgāñ ne tār-e-ashk se

    bin tire āñkhoñ ko mere diyā

    ishq bin dil dil na thā to jaan yuuñ

    tel bin battī banā hattī diyā

    us masīhā ne mire marqad pe aa

    kyā jalāyā jab diye ko diyā

    daad par jab chaḌh chukā dil o nasīm

    ab bāzīgar bachī ab diyā

    KHun-baha ka KHatt-e-la-dawi diya

    ji liya tha use nahaq ji diya

    sozan-e-mizhgan ne tar-e-ashk se

    bin tere aankhon ko mere si diya

    ishq bin dil dil na tha to jaan yun

    tel bin batti bana hatti diya

    us masiha ne mere marqad pe aa

    kya jalaya jab diye ko ji diya

    dad par jab chaDh chuka dil o nasim

    ab ki bazigar bachi ab ki diya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now