Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHun mein Duba hua phir subh ka manzar jaga

Shahid Ahmad Shoaib

KHun mein Duba hua phir subh ka manzar jaga

Shahid Ahmad Shoaib

MORE BYShahid Ahmad Shoaib

    ḳhuuñ meñ Duubā huā phir sub.h manzar jaagā

    phir rageñ kaTne lagīñ phir vahī nashtar jaagā

    kis qadar tez huī jaatī hai āvāz-e-sukūt

    dasht bedār huā aur samundar jaagā

    jism-o-jāñ le ke gayā le ke gayā saarā vajūd

    yak-ba-yak ek ajab ḳhvāb paikar jaagā

    ḳhud ko pahchān ke achchhā na kiyā ne 'sho.aib'

    vo jo dushman thā tirā tere andar jaagā

    KHun mein Duba hua phir subh ka manzar jaga

    phir ragen kaTne lagin phir wahi nashtar jaga

    kis qadar tez hui jati hai aawaz-e-sukut

    dasht bedar hua aur samundar jaga

    jism-o-jaan le ke gaya le ke gaya sara wajud

    yak-ba-yak ek ajab KHwab ka paikar jaga

    KHud ko pahchan ke achchha na kiya tu ne 'shoaib'

    wo jo dushman tha tera tere hi andar jaga

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now