Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwahishen aain andheron ki si fitrat oDhe

Vandana Bhardwaj Tiwary Vani

KHwahishen aain andheron ki si fitrat oDhe

Vandana Bhardwaj Tiwary Vani

MORE BYVandana Bhardwaj Tiwary Vani

    ḳhvāhisheñ aa.iiñ añdheroñ fitrat oḌhe

    phir ġham aayā chaḌhtī rātoñ ḳhaslat oḌhe

    yaar maanā thā use ham ne mohabbat thī

    vo magar aayā raqīboñ zulmat oḌhe

    baaġh ye ahl-e-chaman ne ujāḌā āḳhir

    ab manāzir hai bayābāñ vahshat oḌhe

    par nikalte parinda ghoñsle ko bhūlā

    uḌ gayā duur vo manzil chāhat oḌhe

    yaad meñ rah bhī ga.ī hai to vo tanhā rāteñ

    umr guzrī hai ye marghaT ḳhalvat oḌhe

    tere dar pe ek arse se are o kānhā

    ruuh barpā hai ye miirā hasrat oḌhe

    KHwahishen aain andheron ki si fitrat oDhe

    phir gham aaya chaDhti raaton ki si KHaslat oDhe

    yar mana tha use hum ne mohabbat ki thi

    wo magar aaya raqibon ki si zulmat oDhe

    bagh ye ahl-e-chaman ne hi ujaDa aaKHir

    ab manazir hai bayaban ki si wahshat oDhe

    par nikalte hi parinda ghonsle ko bhula

    uD gaya dur wo manzil ki si chahat oDhe

    yaad mein rah bhi gai hai to wo tanha raaten

    umr guzri hai ye marghaT ki si KHalwat oDhe

    tere dar pe ek arse se are o kanha

    ruh barpa hai ye mera ki si hasrat oDhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now