Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kise bataen ki kya gham raha hai aankhon mein

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

kise bataen ki kya gham raha hai aankhon mein

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

MORE BYAli Zaheer Rizvi Lakhnavi

    kise batā.eñ ki kyā ġham rahā hai āñkhoñ meñ

    har ek silsila dirham rahā hai āñkhoñ meñ

    yahāñ na sāvan o bhādoñ na jeTh hai na asāḌh

    bas ek ḳhuun mausam rahā hai āñkhoñ meñ

    lahū aañkh thī vo gulū-burīda thā

    ye kaise ḳhauf aalam rahā hai āñkhoñ meñ

    kabhī hai dard chehra kabhī sukūn-e-nazar

    ye ehtimām to paiham rahā hai āñkhoñ meñ

    kise bataen ki kya gham raha hai aankhon mein

    har ek silsila dirham raha hai aankhon mein

    yahan na sawan o bhadon na jeTh hai na asaDh

    bas ek KHun ka mausam raha hai aankhon mein

    lahu ki aankh thi wo ya gulu-burida tha

    ye kaise KHauf ka aalam raha hai aankhon mein

    kabhi hai dard ka chehra kabhi sukun-e-nazar

    ye ehtimam to paiham raha hai aankhon mein

    Source :
    • Book : Jab Zaminon Se Shajar Ugtey Hain (Pg. 100)
    • Author : Ali Zaheer
    • Publication : Educational Publishing House (1994)
    • Edition : 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now