kise jaana agar tujhko na jaana
kise jaanā agar tujh ko na jaanā
tire bande hue par ho na jaanā
ba-rang-e-sabza-e-ḳhvābīda ġhāfil
musāfir hai sar-e-rah so na jaanā
kisī ke haal par kyā sham.a ro.e
ġhubār apne hī dil kā kho na jaanā
ḳhudā jaane nashe meñ kyā bake haiñ
hamārī baat par yaaro na jaanā
kise jaana agar tujh ko na jaana
tere bande hue par ho na jaana
ba-rang-e-sabza-e-KHwabida ghafil
musafir hai sar-e-rah so na jaana
kisi ke haal par kya shama roe
ghubar apne hi dil ka kho na jaana
KHuda jaane nashe mein kya bake hain
hamari baat par yaro na jaana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.