kisi ka dekh ke dhime se muskura dena
kisī kā dekh ke dhīme se muskurā denā
kisī ke vāste kul kā.enāt hotī hai
kabhī vo vaqt bhī aa.egā tum bhī jānoge
tumhārī diid kisī kī hayāt hotī hai
tū jab jahāñ bhī mayassar ho bas usī pal meñ
zamāne bhar ke dukhoñ se najāt hotī hai
kisi ka dekh ke dhime se muskura dena
kisi ke waste kul kaenat hoti hai
kabhi wo waqt bhi aaega tum bhi jaanoge
tumhaari did kisi ki hayat hoti hai
tu jab jahan bhi mayassar ho bas usi pal mein
zamane bhar ke dukhon se najat hoti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.