kitne bhi gham-zada hon magar muskuraenge
kitne bhī ġham-zada hoñ magar muskurā.eñge
va.ada jo kar liyā hai ki aañsū na ā.eñge
vo haiñ vahāñ jahāñ se palaTnā muhāl hai
phir bhī ye lag rahā hai ki vo lauT ā.eñge
kitne dinoñ ke ba.ad hameñ niiñd aa.ī hai
āhista baat kījiye ham jaag jā.eñge
kitne bhi gham-zada hon magar muskuraenge
wada jo kar liya hai ki aansu na aaenge
wo hain wahan jahan se palaTna muhaal hai
phir bhi ye lag raha hai ki wo lauT aaenge
kitne dinon ke baad hamein nind aai hai
aahista baat kijiye hum jag jaenge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.