kiya hai kab koi shikwa haqiqatan maine
kiyā hai kab koī shikva haqīqatan maiñ ne
salām kar diyā saaqī ko ādatan maiñ ne
nigāh milte hī shukrāna ban gayā har lafz
shurūa baat to kī thī shikāyatan maiñ nai
ġhazab ḳhudā kā vo kahte haiñ be-zabāñ mujh ko
diyā javāb na jin kā muravvatan maiñ ne
kiya hai kab koi shikwa haqiqatan main ne
salam kar diya saqi ko aadatan main ne
nigah milte hi shukrana ban gaya har lafz
shurua baat to ki thi shikayatan main nai
ghazab KHuda ka wo kahte hain be-zaban mujh ko
diya jawab na jin ka murawwatan main ne
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.