Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi mahtab-e-digar hai mere andar tujh sa

Amir Hamza Saqib

koi mahtab-e-digar hai mere andar tujh sa

Amir Hamza Saqib

MORE BYAmir Hamza Saqib

    koī mahtāb-e-digar hai mire andar tujh

    so mirā dāġh-e-mohabbat hai munavvar tujh

    niim ke peḌ se shahtūt kise miltā hai

    sab hotā nahīñ ai jaan muqaddar tujh

    maslahat-bīñ mire lashkar ke jiyāle saare

    hausla laa.eñ kahāñ se dil-e-asġhar tujh

    zahr piinā dur-e-nāyāb luTāte rahnā

    zarf kab mujh ko mayassar hai samundar tujh

    'ishq bartā nahīñ ne abhī tak 'sāqib'

    tis pe dā'vā hai nahīñ koī suḳhan-var tujh

    koi mahtab-e-digar hai mere andar tujh sa

    so mera dagh-e-mohabbat hai munawwar tujh sa

    nim ke peD se shahtut kise milta hai

    sab ka hota nahin ai jaan muqaddar tujh sa

    maslahat-bin mere lashkar ke jiyale sare

    hausla laen kahan se dil-e-asghar tujh sa

    zahr pina dur-e-nayab luTate rahna

    zarf kab mujh ko mayassar hai samundar tujh sa

    'ishq barta hi nahin tu ne abhi tak 'saqib'

    tis pe da'wa hai nahin koi suKHan-war tujh sa

    Source :
    • Book : Jism Ka Bartan Sard Pada Hai (Pg. 64)
    • Author : Ameer Hamza Saqib
    • Publication : Rekhta Publications (2019)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now