Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi naqqad aas-pas nahin

Hasrat Khan Khatak

koi naqqad aas-pas nahin

Hasrat Khan Khatak

MORE BYHasrat Khan Khatak

    koī naqqād ās-pās nahīñ

    she'r hai she'r meñ qayās nahīñ

    haq-o-bātil batānā lāzim thā

    mas.ala karbalā pyaas nahīñ

    rang fitrat jitnā 'uryāñ hai

    us qadar koī be-libās nahīñ

    'ishq hai be-junūñ to 'ishq nahīñ

    ḳhaak jazba hai jis meñ aas nahīñ

    bandagān-e-ḳhudā se nā-vāqif

    koī bhī ho ḳhudā-shanās nahīñ

    aisī surḳhī qubūl sabze

    jis meñ koyal koī udaas nahīñ

    ik zamāna hai ‘ḳhān-hasrat-ḳhān’

    ḳhud zamāna zamāñ-shanās nahīñ

    koi naqqad aas-pas nahin

    she'r hai she'r mein qayas nahin

    haq-o-baatil batana lazim tha

    masala karbala ka pyas nahin

    rang fitrat ka jitna 'uryan hai

    us qadar koi be-libas nahin

    'ishq hai be-junun to 'ishq nahin

    KHak jazba hai jis mein aas nahin

    bandagan-e-KHuda se na-waqif

    koi bhi ho KHuda-shanas nahin

    aisi surKHi qubul sabze ki

    jis mein koyal koi udas nahin

    ek zamana hai ‘KHan-hasrat-KHan’

    KHud zamana zaman-shanas nahin

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now