koi rasta batane wala nahin
koī rasta batāne vaalā nahīñ
tum nahīñ koī aane vaalā nahīñ
vo jo tujh se zarā bhī bair rakhe
maiñ use muñh lagāne vaalā nahīñ
rūThnā hai to ye samajh lenā
maiñ to tujh ko manāne vaalā nahīñ
jis ko terī nazar ne thaam liyā
is ko koī girāne vaalā nahīñ
maiñ to TuuTe huoñ ko joḌtā huuñ
nuur meñ dil dikhāne vaalā nahīñ
koi rasta batane wala nahin
tum nahin koi aane wala nahin
wo jo tujh se zara bhi bair rakhe
main use munh lagane wala nahin
ruThna hai to ye samajh lena
main to tujh ko manane wala nahin
jis ko teri nazar ne tham liya
is ko koi girane wala nahin
main to TuTe huon ko joDta hun
nur mein dil dikhane wala nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.