kuchh ziyāda na kam huī labrez
had-e-qaul-o-qasam huī labrez
terī yādoñ ne dil ko taḌpāyā
dard se chashm-e-nam huī labrez
mujhe kirdār kāTne paḌe phir
jab kahānī qalam huī labrez
itnī mushkil zamīñ meñ nazm 'duā'
aañkh kar ke raqam huī labrez
kuchh ziyaada na kam hui labrez
had-e-qaul-o-qasam hui labrez
teri yaadon ne dil ko taDpaya
dard se chashm-e-nam hui labrez
mujhe kirdar kaTne paDe phir
jab kahani qalam hui labrez
itni mushkil zamin mein nazm 'dua'
aankh kar ke raqam hui labrez
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.