kya ajab ye sarKHushi ka har KHushi ka raaz hai
kyā ajab ye sarḳhushī kā har ḳhushī kā raaz hai
aql sach se aur dil paiham lagan se baaz hai
sīna-e-bismil se misl-e-shor-e-barbat hā.e-hū
ziist dīpak-rāg aur nāloñ kā jaarī saaz hai
saañs kī is dhoñknī se hai sulagte jism-o-jāñ
jazb-o-ehsāsāt kī chīḳheñ hī to āvāz hai
ḳhud meñ bahr-o-bar daman parbat bayābāñ būd-o-hast
ḳhud se ḳhud ke āsmāñ tak apnī har parvāz hai
kya ajab ye sarKHushi ka har KHushi ka raaz hai
aql sach se aur dil paiham lagan se baz hai
sina-e-bismil se misl-e-shor-e-barbat hae-hu
zist dipak-rag aur nalon ka jari saz hai
sans ki is dhonkni se hai sulagte jism-o-jaan
jazb-o-ehsasat ki chiKHen hi to aawaz hai
KHud mein bahr-o-bar daman parbat bayaban bud-o-hast
KHud se KHud ke aasman tak apni har parwaz hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.