Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya kya dhare ajube hain shahr-e-KHayal mein

Abrar Hamid

kya kya dhare ajube hain shahr-e-KHayal mein

Abrar Hamid

MORE BYAbrar Hamid

    kyā kyā dhare ajūbe haiñ shahr-e-ḳhayāl meñ

    biite ḳhushī se din to kaTe shab malāl meñ

    shāyad ki shab tah meñ hai sūraj chhupā huā

    shab lag rahī hai khoī din ke jamāl meñ

    koī kare na ġhaur to us qusūr hai

    ik ik javāb varna hai ik ik savāl meñ

    kuchh miltā-jultā aks bujhātī to hai magar

    kab hū-ba-hū samāyā hai koī misāl meñ

    kya kya dhare ajube hain shahr-e-KHayal mein

    bite KHushi se din to kaTe shab malal mein

    shayad ki shab ki tah mein hai suraj chhupa hua

    shab lag rahi hai khoi si din ke jamal mein

    koi kare na ghaur to us ka qusur hai

    ek ek jawab warna hai ek ek sawal mein

    kuchh milta-julta aks bujhati to hai magar

    kab hu-ba-hu samaya hai koi misal mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now