kya kya kaam na wo karta
kyā kyā kaam na vo kartā
phir bhī peT kahāñ bhartā
vo bhī duniyā-dār huā
martā āḳhir kyā kartā
pūchhā to jharnā bolā
mar jaatā jo na jhartā
sab se ūñchī bhiit chunī
ab sab se zyāda Dartā
os nahīñ aañsū niklā
maiñ ne us ko jab bartā
kya kya kaam na wo karta
phir bhi peT kahan bharta
wo bhi duniya-dar hua
marta aaKHir kya karta
puchha to jharna bola
mar jata jo na jharta
sab se unchi bhit chuni
ab sab se zyaada Darta
os nahin aansu nikla
main ne us ko jab barta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.