Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kyon mujhe log samajhte come hain

Raakesh ulfat

kyon mujhe log samajhte come hain

Raakesh ulfat

MORE BYRaakesh ulfat

    kyoñ mujhe log samajhte come haiñ

    mere dil meñ to sabhī ke ġham haiñ

    pyaar ek rut hotī hai

    nafrateñ ke to ka.ī mausam haiñ

    ham unheñ jhel rahe haiñ lekin

    vo samajhte haiñ ki buzdil ham haiñ

    tel bhī puurā hai battī bhī sahī

    jaane kyoñ mere diye maddham haiñ

    aap kuchh aur na samjheñ 'ulfat'

    merī āñkheñ to ḳhushī se nam haiñ

    kyon mujhe log samajhte come hain

    mere dil mein to sabhi ke gham hain

    pyar ki ek hi rut hoti hai

    nafraten ke to kai mausam hain

    hum unhen jhel rahe hain lekin

    wo samajhte hain ki buzdil hum hain

    tel bhi pura hai batti bhi sahi

    jaane kyon mere diye maddham hain

    aap kuchh aur na samjhen 'ulfat'

    meri aankhen to KHushi se nam hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now