Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lakh badla badal nahin pae

Sonroopa Vishal

lakh badla badal nahin pae

Sonroopa Vishal

MORE BYSonroopa Vishal

    laakh badlā badal nahīñ paa.e

    aa.ine se nikal nahīñ paa.e

    yuuñ to duniyā-jahān ghūme magar

    log ghar se nikal nahīñ paa.e

    sāmne tujh ko yak-ba-yak kar

    lafz ham se sambhal nahīñ paa.e

    kitne motī abhī bhī aise haiñ

    siip se jo nikal nahīñ paa.e

    kāġhzī log gal ga.e kab ke

    ham the patthar so gal nahīñ paa.e

    lakh badla badal nahin pae

    aaine se nikal nahin pae

    yun to duniya-jahan ghume magar

    log ghar se nikal nahin pae

    samne tujh ko yak-ba-yak pa kar

    lafz hum se sambhal nahin pae

    kitne moti abhi bhi aise hain

    sip se jo nikal nahin pae

    kaghzi log gal gae kab ke

    hum the patthar so gal nahin pae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now