Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

laghzish-e-pa mein fasane kitne

Masood Qureshi

laghzish-e-pa mein fasane kitne

Masood Qureshi

MORE BYMasood Qureshi

    Interesting Fact

    1976

    laġhzish-e-pā meñ fasāne kitne

    tai hue pal meñ zamāne kitne

    koī gāhak na milā va.adoñ

    ho ga.e log siyāne kitne

    maiñ talab thā sar-e-darbār-e-jafā

    mil ga.e yaar purāne kitne

    aap ko kaam bahut din chhoTe

    na chāhe to bahāne kitne

    ab to sad-chāk haiñ gul ke parde

    raaz khole haiñ sabā ne kitne

    maiñ na pahchān sakā aaj unheñ

    ban ga.e is pe fasāne kitne

    laghzish-e-pa mein fasane kitne

    tai hue pal mein zamane kitne

    koi gahak na mila wadon ka

    ho gae log siyane kitne

    main talab tha sar-e-darbar-e-jafa

    mil gae yar purane kitne

    aap ko kaam bahut din chhoTe

    ji na chahe to bahane kitne

    ab to sad-chaak hain gul ke parde

    raaz khole hain saba ne kitne

    main na pahchan saka aaj unhen

    ban gae is pe fasane kitne

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now