Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lahu mein Dubi hui sham meri zat-numa

Shahid Ahmad Shoaib

lahu mein Dubi hui sham meri zat-numa

Shahid Ahmad Shoaib

MORE BYShahid Ahmad Shoaib

    lahū meñ Duubī huī shaam merī zāt-numā

    ġhamoñ sail-e-ravāñ phir huā sabāt-numā

    chalo usī ko gale se lagā.eñ pyaar kareñ

    vo ek marg-e-musalsal ki hai hayāt-numā

    ajiib raah pe laa.e ga.e haiñ log jahāñ

    hujūm-e-kaif bhī lagtā hai hādsāt-numā

    koī maqām nahīñ ab qarār-e-jāñ maqām

    koī bhī lamha nahīñ lamha-e-najāt-numā

    'sho.aib' ham ko bhī mil jaa.e vo panāh jahāñ

    ġhamoñ dhuup bhī ho sāya-e-nashāt-numā

    lahu mein Dubi hui sham meri zat-numa

    ghamon ka sail-e-rawan phir hua sabaat-numa

    chalo usi ko gale se lagaen pyar karen

    wo ek marg-e-musalsal ki hai hayat-numa

    ajib rah pe lae gae hain log jahan

    hujum-e-kaif bhi lagta hai hadsat-numa

    koi maqam nahin ab qarar-e-jaan ka maqam

    koi bhi lamha nahin lamha-e-najat-numa

    'shoaib' hum ko bhi mil jae wo panah jahan

    ghamon ki dhup bhi ho saya-e-nashat-numa

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now